Doobati nabz
"Doobati nabz to dil ko sukoon rehta ki mar raha hoon mein
Doobati nabz to dil ko sukoon rehta ki mar raha hoon mein
Tum na marney detey ho na hi jeeney
ek baar to socho ki kya kar raha hoon mein
Ek saans jaati hai tumhari yaad ko basa kar jehan mein mere
Ek saans aati hai phir uss yaad ko taaza karney
Phir woh jaati hai, uss yaad to saja kar meri rooh main
Phir nayi saans aati hai, ki mein zinda rahoon, meri saans teri yaad zinda rahey

Ab saanson ke pher mein fansa kya kar raha hoon mein
Tumney har ek lafz ko mere, aatish kyun samajh liya
Meri chahat ko, tumhein badnaam karney ki koshish kyun samajh liya
na tum galat ho sakti ho kabhi, aur na hi mere jazbaat
Tum jaroorat ho meri kisi bhi cheej se jyaada, tumney sirf khud ko meri khwahish kyun samajh liya

"

3 Comments:
Gr8 brij
Rac
Salaam Namaste !!
Hey Its Nice !!!
Is Its really Yours ?
Manna padega kuch to gam se dostana raha hai tumhara.
anyways wonderful !!
cheers
CofeeOnChat
Yeah it's mine,
Thanks For Critical Remarks....
I write when i m frustrated.
Cheers
Lord Voldemort
Post a Comment
Links to this post:
Create a Link
<< Home